20 NOV 2018 ko Jai Hind Public School me
paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya.Saath hi students ke beech kapade se bane jhoole ka vitran kiya gaya saath hi
naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
24 NOV 2018 ko Mangla Gauri mandir me garibo ke beech paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya.Saath hi garibo ke beech kapade se bane jhoole avm shwal ka vitran kiya gaya saath hi naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
26 NOV 2018 ko Shgun Hotal me paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya. Saath hi Mahilao ke beech kapade se bane jhoole ka vitran kiya gaya saath hi naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
23 Dec 2018 ko BAR ASSOSIATION(GAYA) me paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya.Saath hi Vakeelo ke beech kapade se bane jhoole ka vitran kiya gaya saath hi naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
15/02/2019 ko Gwal Bigha slam area me paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya.Saath hi gariboo ke beech kapade se bane jhoole ka vitran kiya gaya saath hi naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
22 Dec 2019 ko kujapi gao ke slam area me paryawan jagrookta abhiyan chlaya gaya.Saath hi gariboo ke beech kapade se bane jhoole ka vitran kiya gaya saath hi naara diya gaya,"paryawaran se naata jodo polithn ka upyog chodo,"
21/05/2019 ko panchayti akada me garibo ke beech iftaar ki samagri ka vitran kiya gaya.
7/08/2019 ko kanya jagriti mandal avem akhil bhartiya gayatri pariwar ki yuwa ekai me SMST ki traf se baccho ko pdhai ki samgri pradaan ki gayai.
08/08/2019 ko Rajendra Madhya Vidyalya ,Godawari ,GAYA,me chatro ko masik dharam ke samaye barti jane wali sawadhaniyo ke bare me bataya gaya,Saath hi chaatrao ke beech sanitary pads ka vitran bi kiya gaya.
28/08/2019 ko ANUGRA KANYA UCCH Vidyalya ,STATION ROAD,GAYA,me chatro ko masik dharam ke samaye barti jane wali sawadhaniyo ke bare me bataya gaya,Saath hi chaatrao ke beech sanitary pads ka vitran bi kiya gaya.
05/10/2019 ko GEWALBIGHA,SLAM AREA GAYA,megariboo ko masik dharam ke samaye barti jane wali sawadhaniyo ke bare me bataya gaya,Saath hi chaatrao ke beech sanitary pads ka vitran bi kiya gaya.
14/11/2019 ko Dankan Madhya Vidyalya ,Sikaria moore sith ,GAYA, me chatro ko masik dharam ke samaye barti jane wali sawadhaniyo ke bare me bataya gaya,Saath hi chaatrao ke beech sanitary pads ka vitran bi kiya gaya.
27/12/2019 ko SMSTke sansthapak Dr. Ashwani kumar ne kusht rog Hospital, Bageshwari. me Gareeb kushtrogiyo ke beech kambal ka vitran kiya.
Kamble Distribution.04/01/2020 ko SMST ke sansthapak Dr. Ashwani kumar ne Mangla Gauri Mandir me Gareebo ke beech kambal ka vitran kiya.